martes, 22 de julio de 2008

Letra-Karaoke THODA PYAR THODA MAGIC

Cancion: Nihal Ho Gayi
Cantante: SHANKAR MAHADEVAN

Hooooo
Sidhi Sapaat Zindagi Bavaal Ho Gayi
Sidhi Sapaat Zindagi Bavaal Ho Gayi
Teri Ek Nazar Se…Ooo..Teri Ek Nazar Se…Oooo
Teri Ek Nazar Se Zindagi Nihal Ho Gayi
Nihal Ho Gayi…. Nihal Ho Gayi….
Teri Ek Nazar Se Zindagi Nihal Ho Gayi

Jisko Mein Beedh Kehtha Tha, Woh Log Ho Gaye
Jisko Sadak Samjhtha Tha, Woh Raah Ho Gayi
Chamkthi Aasmaan Mein Gol Cheez Chaandh Ho Gayi...... Ooo
O Teri Ek Nazar Se..Oo Teri Ek Nazar Se
Taaliyon Mein Jhumthe Woh Rang Dhool Ho Gayi
Khusbuon Se Saans Saans Maala Maal Ho Gayi
Teri Ek Nazar Se Zindagi Nihal Ho Gayi
Nihal Ho Gayi…. Nihal Ho Gayi….
Teri Ek Nazar Se Zindagi Nihal Ho Gayi
Nihal…Nihal…..Nihal….Nihal….Nihal Nihal…Nihal
Ta Dina Din Dinaka… Ta Dina Din Dinaka

Ek Hawa Jo Paas Aayi To, Jhonka Kaha Use
Paani Jo Barasne Laga Rimjhim Kahan Use
Hoton Ke Moddh Ne Ko Muskurahatein Kaha…Oooo
Oo…Teri Ek Nazar Se Teri Ek Nazar Se
Badala Mahina To Naya Mausam Kaha Use
Sur Naya Naya Nayi Si Taal Ho Gayi
Teri Ek Nazar Se Zindagi Nihal Ho Gayi
Nihal Ho Gayi…. Nihal Ho Gayi….
Teri Ek Nazar Se Zindagi Nihal Ho Gayi
Hooooo
Sidhi Sapaat Zindagi Bavaal Ho Gayi
Sidhi Sapaat Zindagi Bavaal Ho Gayi
Teri Ek Nazar Se Zindagi Nihal Ho Gayi
Nihal Ho Gayi…. Nihal Ho Gayi….
Teri Ek Nazar Se…Ooo..Teri Ek Nazar Se…Oooo
Teri Ek Nazar Se Zindagi Nihal Ho Gayi

Cancion: Bulbula Bulbula Are Mein To Bulbula
Cantantes: SHANKAR MAHADEVAN,SUNIDHI CHAUHAN

Oof Woh Khasmaanu Kaanne, Karthi Phirthi Manmaane Samjhe Kudh Ko Chaukrani Woh
Dil Se Bilkul Bachi Hai, Mufhat Hai Par Sachi Hai, Natkhat Hai Par Achi Hai Woh
Lethe Banthe Woh Sab Se Bhooli Banjaaye Phat Se, Baas Na Aaye Adath Se Woh
Kuch Bhi Na Woh Chupaaye, Dil Mein Hai Jo Dikhaye, Bas Usi Mein Phas Jaaye Woh

Mein Bulbula, Kyun Koi Mujh Ko Haath Lagaaye
Oo..Khula Khula Aasmaan Bhi Dekho Mujhko Bulaaye
Jercherdy……Hai Yeh Zindagi
Khushiyan Jo Mein Lutaaon Hasna Mein Sikhaoon Chalo….
Bulbula Bulbula Are Mein To Bulbula
Chuna Na Mujhe Bas Haule Se Bula

Bulbula Bulbula (Oof Woh Khasmaanu Kaanne )
Are Mein To Bulbula(Karthi Phirthi Manmaane)
Chuna Na Mujhe (Samjhe Kudh Ko Chaukrani Woh)
(Lethe Banthe Woh Sab Se Bhooli Banjaaye Phat Se, Baas Na Aaye Adath Se Woh)
Bas Haule Se Bula

Rituon Ke Ghunguroon Paao Mein, Thirak Thirak Ke Kyun Na Jaaon Mein
Hoon Masti Ke Gaaon Mein, Machal Machal Phir Kyun Na Gaaon Mein
Is Ke Bin Raunak Kaha, Bhuji Bhuji Soyi Soyi Si Hogi Dhadkan
Woh Socha Hai Tum Ise, Jis Ke Bina Suna Suna Hoga Gulshan
Hey…Saanz Hoon, Mujhe Rokna Na
Shikve Sab Mitaale, Sang Gun Gunale Gaale...

Bulbula Bulbula (Oof Woh Khasmaanu Kaanne )
Are Mein To Bulbula(Karthi Phirthi Manmaane)
Chuna Na Mujhe (Samjhe Kudh Ko Chaukrani Woh)
(Lethe Banthe Woh Sab Se Bhooli Banjaaye Phat Se, Baas Na Aaye Adath Se Woh)
Bas Haule Se Bula

Bulbula Bulbula (Oof Woh Khasmaanu Kaanne )
Are Mein To Bulbula(Karthi Phirthi Manmaane)
Chuna Na Mujhe (Samjhe Kudh Ko Chaukrani Woh)
(Lethe Banthe Woh Sab Se Bhooli Banjaaye Phat Se, Baas Na Aaye Adath Se Woh)
Bas Haule Se Bula

Cancion: Lazy Lamhe
Cantantes: ANUSHA MANI

Beete Sarak Sarak Ke, Dekho Ye Lazy Lamhe…
Chalte Khisak Khisak Ke Ye Lazy Lamhe, Lazy Lamhe
Kaisi Liye Khumaari, Dekho Ye Lazy Lamhe…
Palkein Bhaari Bhaari Ye Lazy Lamhe,
Dheela Chhodd Khudko Aa Tu Ungliyaan Phiraa… Phiraa…
Hasraton Ki Rasmein Tu Badan Pe Likh Ja… Likh Ja…
Dhadkan Hai, Oo-Oo-Oo-Oo…
Thehri Si, Oo-Oo-Oo-Oo…
Saansein Hain, Oo-Oo-Oo-Oo…
Gehri Si…. Oo-Oo-Oo-Oo…
Yeh….
Ye Lazy Lazy Lamhe… Lazy Lamhe-
Yeh….
Ye Lazy Lazy Lamhe… Lazy Lamhe
Beete Sarak Sarak Ke, Dekho Ye Lazy Lamhe…
Chalte Khisak Khisak Ke Ye Lazy Lamhe, Lazy Lamhe
Kaisi Liye Khumaari, Dekho Ye Lazy Lamhe…
Palkein Bhaari Bhaari Ye Lazy Lamhe,
Yeh….
Ye Lazy Lazy Lamhe…
Lazy Lamhe-Yeh….
Yeh…. Ye Lazy Lazy Lamhe… Lazy Lamhe
Ye Lazy… Lazy… Lamhe…
Ye Lazy… Lazy… Lamhe…

Rut Hai Ye Rut, Iss-Se Kaam Le Zaraa…
O Zaraa
Letaa Hai Bagal Mein Mausam, Thaam Le Zaraa…
Jaam De Zaraa…
Rut Hai Ye Rut, Iss-Se Kaam Le Zaraa…
O Zaraa
Letaa Hai Bagal Mein Mausam, Thaam Le Zaraa…
Jaam De Zaraa…
Aalsi Tammanaa Hai, To Aankhon Se Tu Pii…
Pii…
Aarzu Pighalne De Aur Haule Haule Jii…
Sharaabi, Oo-Oo-Oo-Oo…
Har Mann Hai, Oo-Oo-Oo-Oo…
Behki Si, Oo-Oo-Oo-Oo…
Sargam Haioo-Oo-Oo-Oo…

Yeh….
Ye Lazy Lazy Lamhe…
Lazy Lamhe-
Yeh….
Ye Lazy Lazy Lamhe…
Lazy Lamhe
Morr Ke Kamar, Ke Koi Dil Dhoond Le…
Dhoond Le…
Hothon Ke Kareeb Manzil Dhoond Le…
Dhoond Le…
Morr Ke Kamar, Ke Koi Dil Dhoond Le…
Dhoond Le…
Hothon Ke Kareeb Manzil Dhoond Le…
Dhoond Le…
Nasheela Sa Koi Manzar Dhoond Le…
Zulfon Ke Paas Ikk Ghar Dhoond Le…

Resham Sa, Lazy Lamhe…
Gunaah Kar, Lazy Lamhe…
Gungunee…Lazy Lamhe…
Si Chaahat Kar….
Yeh….
Ye Lazy Lazy Lamhe…
Lazy Lamhe-
Yeh….
Ye Lazy Lazy Lamhe…
Lazy Lamhe
Beete Sarak Sarak Ke, Dekho Ye Lazy Lamhe…
Chalte Khisak Khisak Ke Ye Lazy Lamhe,
Kaisi Liye Khumaari, Dekho Ye Lazy Lamhe…
Palkein Bhaari Bhaari Ye Lazy Lamhe,
Lazy Lamhe
Dheela Chhodd Khudko Aa Tu Ungliyaan Phiraa…
Hasraton Ki Rasmein Tu Badan Pe Likh Ja…
Likh Ja…
Dhadkan Hai, Oo-Oo-Oo-Oo…
Thehri Si, Oo-Oo-Oo-Oo…
Saansein Hain, Oo-Oo-Oo-Oo…
Gehri Si…. Oo-Oo-Oo-Oo…
Yeh….
Ye Lazy Lazy Lamhe…
Lazy Lamhe-
Yeh….
Ye Lazy Lazy Lamhe…
Lazy Lamhe
Spend Some Lazy Lamhe With Me…
C’mon Babe!

Beetey Kal Se - Shreya Ghoshal & Sneha Suresh
Cancion: Beethe Kal Se Hum Tum Seekh Jaana Hai
Cantantes: SHREYA GHOSHAL,SNEHA SURESH

Chule Sitaaron Ke Nook Nook Haathon Ko Kheench Ke Hum
Chaahe To Chaandh Rakh Le Tiffin Mein Mann Mein Jo Soch Le Hum
Hoo Chule Sitaaron Ke Nook Nook Haathon Ko Kheench Ke Hum
Chaahe To Chaandh Rakh Le Tiffin Mein Mann Mein Jo Soch Le Hum
Aaya Hai Door Tak Desh Apna Jaayenge Door Tak Hum
Dekhe Ki Duniya Jalwe Hamari Yun Jag Magaayenge Hum..
Beete Kal Se, Hum Ko Seekh Jaana Hai
Naye Kal Ki Kal Kal Se Har Pal Sajaana Hai
Beete Kal Se, Hum Ko Seekh Jaana Hai
Naye Kal Ki Kal Kal Se Har Pal Sajaana Hai
Indian And Dogs Not Allowed? Yeh Kis Na Likha Didi?
Kal Jinho Ne Yeh Likha Woh Aaj Yeh Janthe Hai
Suraj Apne Mutti Mein Hai Kul Gula Raha
Naya Savera Is Rasthe Bahar Hai Aa Raha
Kadmo Se Kahthe Hai Manzil Mujhe Uttah Lo
Waqt Tumhara Hai Kismat Ko Gale Laga Lo
Abhi To Sab Ko Dhun Par Apni Dekho Nachayenge Hum
Dekhe Ki Duniya Jalwe Hamari Yun Jag Magaayenge Hum
Beete Kal Se, Hum Ko Seekh Jaana Hai
Naye Kal Ki Kal Kal Se Har Pal Sajaana Hai
Beete Kal Se, Hum Ko Seekh Jaana Hai
Naye Kal Ki Kal Kal Se Har Pal Sajaana Hai

Didi, Sab Kehthe Hai Hum Aage Jaa Rahehe. Magar Kya Hum Sab Aage Jaa Rahe Hai Ya Phir Sirf Kuch Log?...........Bahut Sahi Sawaal Pucha Apne.
Gar Tum Hi Muskao To Mushkan Nahin Hai; Sab Ko Pankh Na Mil Paaye To Udaan Nahin Hai
Bas Mere Aangan Aaye Aisi Dhoop Na Chaahiye;
Bas Meri Phikar Kartha Hai Aisi Barish Na Chaahiye
Jis Par Sab Ke Rang Ho Woh Tasveer Banayenge Hum
Dekhe Gi Duniya Jalwe Hamari Yun Jag Magaayenge Hum
Beete Kal Se, Hum Ko Seekh Jaana Hai; Naye Kal Ki Kal Kal Se Har Pal Sajaana Hai

No hay comentarios: